Amitabh Bachchan
Name |
Amitabh Harivansh Rai Shrivastava (Amitabha Bachchan) |
Birth Name |
Inquilaab Srivastava |
Nick Name |
Big B, Angry Young Man, Shahenshah of Bollywood |
Profession |
Actor, TV
Host, Politician |
Date of Birth |
11th October 1942 |
Present Age |
78 Years (2020) |
Birth Place |
Allahabad, Uttar Pradesh, India |
Hometown |
Allahabad, Uttar Pradesh, India |
Amitabh Bachchan Quotes and Thoughts in Hindi
Sahi baat ko sahi waqt
pe kiya jaye toh uska
maza hi kuch aur hai,
Aur main sahi waqt ka
intezaar karta hoon.
That, which lasts long is not easily got,
That, which easily got does not last long.
Girna bhi accha hai,
aukat ka pata chalta hai.
Badhate hai jab haat uthane ko,
apno ka pata chalta hai.
kehete he ki aurat ki umra
aur purush ki kamai
kabhi nahi puchani chahiye,
uska accha sa karan yahi he
ki aurat kabhi apne
liye nahi jiti aur purush
kabhi apne liye nahi kamata.
Iss duniya main tarakki karne ke
liye na bolna bahot zaroori hai.
liye na bolna bahot zaroori hai.
Khel tash ka ho ya jindagi ka,
apna ekka tabhi dikhana
jab samne wala badshah nikale.
Tu khud ki khoj me nikal,
tu kisliye hatash he,
tu chal, tere vajood ki
samay ko bhi talash he.
Apni kimat utni rakhiye, jo ada ho sake...
agar anmol ho gaye to, tanha ho jaoge...
Har koi sadharan hi dikhta he.
Lekin sabme ek asadharan pratibha hoti he.
jaroorat he to hume us pratibha
ko apne koushal se nikharne ki.
Apni lagan, dhairya, himmat aur
hokaratmak abhigam ke sahare,
insan anek vikat paristhiti main se
safaltapurvak bahar aa sakta he.
Aap bina kisi vajah ke acche bano.
Vajah se to bahoot bane firte he.
Jinhe gussa aata he,
vo log sacche hote hai.
Maine zutho ko aksar
muskurate hue dekha he!!
Ek baat bolu...
Jaha aapki ehmiyat nahi ho na,
vaha jana band kardo...
Chahe vo kisi ka ghar ho
ya chahe kisi ka dil.
Uttam se sarvotam vahi hua he,
Jisne aalochanaon ko suna hai aur saha he.
Sikh raha hu ab main bhi,
insano ko padhane ka hunar,
Suna he chehre pe kitaboo
se jyada likha rehta he.
Jab takna safal na ho...
Nind, chain ko tyago tum...
Sangharsh ka maidan chodkar...
Mat bhago tum...
0 Comments
If you have any suggestions, Please let me know !